SONG: Hum Aur Tum Aur Ye Sama - हम और तुम और ये समा

Hum Aur Tum Aur Ye Sama - हम और तुम और ये समा

LYRICS:
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai beqarar se ho kyon hum ko pas aane bhi do gir pada jo hath se woh rumal uthane bhi do bante kyon ho jane bhi do bante kyon ho jane bhi do
hum aur tum aur yeh sama kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai aaj baat baat pe aap kyon sambhalne lage thartharaaye hoth kyon ashq kyon machalne lage lipte gesu khulne lage lipte gesu khulne lage hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai