SONG: Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte - हम अपनी वफ़ा याद दिला भी नहीं सकते

Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte - हम अपनी वफ़ा याद दिला भी नहीं सकते

LYRICS:
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte bahta hua har ashq ye kahta hai na jao bahta hua har ashq ye kahta hai na jao khamosh nigaho ki kasam laut bhi aao hum apni juba se to bula bhi nahi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai hai dard magar kisko bataye ki kaha hai ye jakham mohabbat hai dikha bhi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte