SONG: Hum Apne Dard Ka Kissa Sunaye Jate Hai - हम अपने दर्द का किस्सा सुनाए जाते हैं

Hum Apne Dard Ka Kissa Sunaye Jate Hai - हम अपने दर्द का किस्सा सुनाए जाते हैं

LYRICS:
ham apne dard ka kissa sunaye jate hai ham apne dard ka kissa sunaye jate hai ham apne dard ka kissa sunaye jate hai vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai taras rahe hai idhar idhar ham to dekhne ke liye taras rahe hai idhar idhar ham to dekhne ke liye udhar vo chehre ko apne chupaye jate hai udhar vo chehre ko apne chupaye jate hai mujhe mitta ke bhi choda na unki ulfat ne mujhe mitta ke bhi choda na unki ulfat ne bhula raha hu magar yaad aaye jate hai bhula raha hu magar yaad aaye jate hai ha pila kar fir unhe behosh kar de ae saki pila kar fir unhe behosh kar de ae saki ke hosh me tere diwane aaye jate hai ke hosh me tere diwane aaye jate hai ham apne dard ka kissa sunaye jate hai vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai