SONG: Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu - हुई है शाम तो आँखों में बस गई फिर तू

Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu - हुई है शाम तो आँखों में बस गई फिर तू

LYRICS:
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu tu, fir tu mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu tu, fir tu hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu tu, fir tu faraaz tune use mushqilo me daal diya faraaz tune use mushqilo me daal diya faraaz tune use mushqilo me daal diya zamana saahib e zar aur sirf shaair tu zamana saahib e zar aur sirf shaair tu kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu tu, fir tu