SONG: Hue Hain Tum Pe Aashiq Ham Bhalaa Maano Buraa Maano - हुए हैं तुम पे आशिक़ हम, भला मानो बुरा मानो

Hue Hain Tum Pe Aashiq Ham Bhalaa Maano Buraa Maano - हुए हैं तुम पे आशिक़ हम, भला मानो बुरा मानो

LYRICS:
huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano ye ruthi si nazar ye maathe ki shikan ye ruthi si nazar ye maathe ki shikan libaas-e-rag me ye balkhata badan hai pyasa pyar ka ye saara baankapan hai pyasa pyar ka ye saara baankapan ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano aji ik ham to kya, ho tum aise hasin aji ik ham to kya, ho tum aise hasin farishta bhi tumhe, agar dekhe kahi to jannat bhul ke bahak jaaye yahi to jannat bhul ke bahak jaaye yahi ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano tumhi ko chun liya, nazar ki baat hai tumhi ko chun liya, nazar ki baat hai liya gam aapka, jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa, asar ki baat hai ho tum phir bhi khafa, asar ki baat hai ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano