SONG: Hua Sawera, Aur Sare Jag Ne Khushi Ka Gana Gaya - हो हो हुआ सवेरा हुआ सवेरा

Hua Sawera, Aur Sare Jag Ne Khushi Ka Gana Gaya - हो हो हुआ सवेरा हुआ सवेरा

LYRICS:
ho ho hua sawera hua sawera ho ho hua sawera hua sawera hua sawera saare jag ne khushi ka gaana gaaya hua sawera saare jag ne khushi ka gaana gaaya ha khushi ka gaana gaaya man apna bahalaya wo mela jane wala haye ab tak ghar na aaya wo mela jane wala haye ab tak ghar na aaya ab tak ghar na aaya ab tak ghar na aaya hua sawera saare jag ne khushi ka gaana gaaya ha khushi ka gaana gaaya hua sawera saare jag ne khushi ka gaana gaaya ha khushi ka gaana gaaya man apna bahalaya man apna bahalaya ho thumak thumak kar chali dhobaniya ghat pe kapde dhone ghat pe kapde dhone ho thumak thumak kar chali dhobaniya ghat pe kapde dhone ghat pe kapde dhone chal anokhi dekh ke uski man mora lalchaya chal anokhi dekh ke uski man mora lalchaya khushi ka gaana gaaya ha khushi ka gaana gaaya ro ke dekha hans ke dekha fir bhi chain na aaye fir bhi chain na aaye jap ke dekha jaap ye man ka fir bhi khed na paya