SONG: Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke - हूँ मैं रात गुज़ारी हाय तारे गिन गिन के

Hu Main Raat Guzaari Haye Taare Gin Gin Ke - हूँ मैं रात गुज़ारी हाय तारे गिन गिन के

LYRICS:
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama hu mai raat guzaari kar ke jaadu mujhape aisa, kar ke jaadu mujhape aisa tune diya mujhe dard ye kaisa tune diya mujhe dard ye kaisa dard ye kaisa ji dard ye kaisa mujhe dard ye kaisa hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama hu mai raat guzari puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe shokh nigaahe ji shokh nigaahe teri shokh nigaahe hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama hu mai raat guzari gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama hu mai raat guzari