SONG: Hu Bekaraar - हूँ बेकरार

Hu Bekaraar - हूँ बेकरार

LYRICS:
hu bekraar hua tumse pyaar kahe baar baar jiya gayi dil main haar nahi iftiyaar tera intezar kiya tujhko kya khabar kya hua hai asar kaisa jaadu kar diya hu bekraar hua tumse pyaar kahe baar baar jiya gayi dil main haar nahi iftiyaar tera intezar kiya chhu ke jo aaye tere labo ko sanso mein ghulne lagi hawa koyi kahani dil ki kahani kahne lagi mahki fiza bechainiya betaabiya har pal kahe tumse todo bhi ye khamoshiya kuch to kaho humse hai tera khumar kho gaya karaar kaisa bekraar piya mujhe aitbaar ha tabhi to yaar hai tera shumar piya tune na jaana rishta anjaana gujra tu itne kareeb se baate zaroori fir bhi adhoori rishte hai kitne ajeeb se sang tere hoke bhi hum paa na sake nazdeekiyaan khwabo mein tum aaye magar tumse bahut hai duriya tera hi khyaal kahu dil ka haal pooche baar baar piya tu hai bemisaal mujhe yu naa taal maine dil nisaar kiya tujhko kya khabar kya hua hai asar kaisa jaadu kar diya hu bekraar hua tumse pyaar kahe baar baar jiya gayi dil main haar nahi iftiyaar tera intezar kiya