SONG: Hriday Me Phul Rahe Hai Phul - हृदय में फूल रहे है फूल

Hriday Me Phul Rahe Hai Phul - हृदय में फूल रहे है फूल

LYRICS:
hriday mein phul rahe hai phul man mangal mein phul rahe hai koi wo khele jab aankh micholi bhar jaye is dil ki jholi wo khele jab aankh micholi bhar jaye is dil ki jholi prem ke josh mein hosh ude aur sudh budh jaye bhul hriday mein phul rahe hai phul wo jab aankh se ankh milaye wo jab aankh se ankh milaye dil ki nave hidole khaye chhhode ye chhode ye majhdhar mein lakar dale aankho mein dhul hriday mein phul rahe hai phul uski payal ki jhankare uski payal ki jhankare jhankare payal ki jhankare dil mein sau sau bar pukare uski payal ki jhankare najar na aaye najar na aaye bich bajare prem nadi ke phul hriday mein phul rahe hai phul man mangal mein phul rahe hai