SONG: Hoshiyar Naujawan Jaag - होशियार नौजवान

Hoshiyar Naujawan Jaag - होशियार नौजवान

LYRICS:
hoshiyar naujawan jaag ye naujawan jal raha tera makan jal raha hai hindustan hoshiyar naujawan jaag ye naujawan jal raha tera makan jal raha hai hindustan bol aake naujawan kaisa ye utha dhuaa bol aake naujawan kaisa ye utha dhuaa hai musibaton mein jaan julm yahan vahan hai musibaton mein jaan julm yahan vahan hoshiyar naujawan khabardar naujawan hoshiyar naujawan jaag ye naujawan jal raha tera makan jal raha hai hindustan jal raha hai asiya ujad raha hai gulsita jal raha hai asiya ujad raha hai gulsita ro raha hai bagwa muskara rahi phija ro raha hai bagwa muskara rahi phija hoshiyar naujawan khabardar naujawan hoshiyar naujawan jaag ye naujawan jal raha tera makan jal raha hai hindustan lut raha hai karwa ghat rahi hai dil juwa lut raha hai karwa ghat rahi hai dil juwa dekh dekh naujawan mit raha tera nishan dekh dekh naujawan mit raha tera nishan hoshiyar naujawan khabardar naujawan hoshiyar naujawan jaag ye naujawan jal raha tera makan jal raha hai hindustan