SONG: Hosh Mein Aa O Murakh Bande - होश में आ ओ मुर्ख बन्दे

Hosh Mein Aa O Murakh Bande - होश में आ ओ मुर्ख बन्दे

LYRICS:
hosm me aa o murkh bande upar hai bahgwan sab karmo ka wo hai bhedi le usko pahchan na kar paap duniya me nadan banke na kar paap duniya me nadan banke dikha de zamane ko insaan banke dikha de zamane ko insaan banke insaan banke na kar paap duniya me nadan banke jara uth ke jivan ka naksha badal de jara uth ke jivan ka naksha badal de hai manzil ki hasrat to rasta badal de to rasta badal de, to rasta badal de chala chal bhlayi ka tufan banke chala chal bhlayi ka tufan banke tufan banke na kar paap duniya me nadan banke na kar paap duniya me nadan banke tu kab tak bhala tu kab tak bhala hath malta rahega ye kismat ka chakkar to chalta rahega ye kismat ka chakkar to chalta rahega mita de garibi ko balwan banke balwan banke na kar paap duniya me nadan banke