SONG: Honthon Pe Kisi Kaa Naam, Isakaa Kyaa Matalab Hai - होंठों पे किसी का नाम, इसका क्या मतलब है

Honthon Pe Kisi Kaa Naam, Isakaa Kyaa Matalab Hai - होंठों पे किसी का नाम, इसका क्या मतलब है

LYRICS:
kuchh samajh me nahi aata hotho pe kisi ka naam, kisi ko akhiya kare salaam ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai jawani chhed rahi hai git, jawani chhed rahi hai git kisi se huyi aapko prit, kisi se huyi aapako prit ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai ke iska ye matlab hai sharam se chehra hua gulaabi, meri aankhe huyi sharaabi ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai kisi ne chheda dil ka taar, kisi ne chheda dil ka taar chhana chhan bajne lagi sitaar chhana chhan bajne lagi sitaar ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai ke iska ye matlab hai nind na aaye saari raat chahe dil mulaaqaat chahe dil mulaaqaat, chahe dil mulaaqaat mulaaqaat ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai kisi ko dil ne kiya manzur, kisi ko dil ne kiya manzur raha na jaaye piya se dur, raha na jaaye piya se dur ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai ke iska ye matlab hai