SONG: Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi - होंठों पे हँसी दिल में हैं ख़ुशी

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi - होंठों पे हँसी दिल में हैं ख़ुशी

LYRICS:
hontho pe hansi dil me hain khushi hontho pe hansi dil me hain khushi ho rut hain suhani rut hain suhani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani har chij jawan hain har chij hansi hain har chij hansi hain armaan bhara dil mera kabu me nahi hain kabu me nahi hain meri ye khushi mujhko bana de na diwani meri ye khushi mujhko bana de na diwani hontho pe hansi dil me hain khushi ho rut hain suhani rut hain suhani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani chhaya hai nasha sa aape me nahi hu dil aur kahin hain mera main aur kahin hu main aur kahin hu aramaan hain kabu me na bas me hain jawani aramaan hain kabu me na bas me hain jawani hontho pe hansi dil me hain khushi ho rut hain suhani rut hain suhani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani naiya hain bhawar me ho dur kinara ho dur kinara kismat badhu haye main lu kiska sahara lu kiska sahara darti hu kahin sar se gujar jaye na pani darti hu kahin sar se gujar jaye na pani hontho pe hansi dil me hain khushi hontho pe hansi dil me hain khushi ho rut hain suhani rut hain suhani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani khoyi hain muhabbat ki baharo me jawani