SONG: Honth Bhale Inkar Kare Ikrar Nahi Chhupta Hai - होंठ भले इंकार करें इकरार नहीं छुपता है

Honth Bhale Inkar Kare Ikrar Nahi Chhupta Hai - होंठ भले इंकार करें इकरार नहीं छुपता है

LYRICS:
hoth bhale inkar kare ikrar nahi chupta hai lakh ise parde me chupao pyar nahi chupta hai hoth bhale inkar kare ikrar nahi chupta hai ikrar nahi chupta hai lakh ise parde me chupao pyar nahi chupta hai husn idhar hai pyar udhar hai aur idhar hai zamana husn idhar hai pyar udhar hai aur idhar hai zamana hum bhi dekhe aaj banega iska kaun nishana dilwalo ki nazro se dildar nahi chupta hai hoth bhale inkar kare ikrar nahi chupta hai lakh ise parde me chupao pyar nahi chupta hai dost aur dusman sab milte hain duniya ki galiyo me dost aur dusman sab milte hain duniya ki galiyo me daman apna rakhna bachake kate bhi hai kaliyo me diware bhi sunti hai izhaar nahi chupta hai hoth bhle inkar kare ikrar nahi chupta hai lakh ise parde me chupao pyar nahi chupta hai