SONG: Hone Laga - होने लगा

Hone Laga - होने लगा

LYRICS:
tere siwa pana hai kya mujhe aur khona hai kya tu na ho toh ab jeena mera kaise hoga yahan aisa ho toh ab jaane jaana main toh jaun kahan main tera hone laga har kadam tere ishq ka hua karam haan hone laga woh khone laga pyar hone laga haan pyar hone laga sinduri lagta sama taare bikhre haseen baahon se lagja tu abhi kho jaye hum kahin main honth hoon tu hai geet main saaj hoon tu sangeet main tera hone laga har kadam tere ishq ka hua karam haan hone laga woh khone laga pyar hone laga haan pyar hone laga.