SONG: Hone Do Faisla - होने दो फैसला

Hone Do Faisla - होने दो फैसला

LYRICS:
tham ke dil baitho yaro meri baari aai paanv me payal pahne gori meri khatir aai tham ke dil baitho yaro meri baari aai paanv me payal pahne gori meri khatir aai chhin ke le jaau gori ko mera hain irada dekhte rah jaoge pyare karta hu main wada hone do faisla, jeet ka haar ka hoy jeet ka haar ka aaj hain samana, julm se pyaar ka hoy julm se pyaar ka dilwalo ko milne se, koi rok na paaya rup ka premi se rishta, jaise jism aur saya dur kar du jism aur saya hai mujhme ye takat raani meri ho jaaye bas, aur na koi chahat hone do faisala, jeet ka haar ka hoy jeet ka haar ka aaj hain samana, julm se pyaar ka hoy julm se pyaar ka aag barabar dono taraf se jab tak na lag jati diya kabhi kya khud jalta hain tel bina ya bati bolo bolo chup kyu ho jawab do aag barabar dono taraf se jab tak na lag jati diya kabhi kya khud jalta hain tel bina ya bati aag se pyaas nahi bujhti hain bujhti hain paani se nata koi tod na paye beli ka rani se shukriya shukriya yaar ke pyaar ka hoy yaar ke pyaar ka ho gaya faisla jeet ka haar ka hoy jeet ka haar ka he he he hoy hoy hoy tak dhin dhin ta dhin dhin dhin apani chahat samandar jaisi koi thaah na paye dilbar ko ab tere bina aur koi na bhaye subah ka suraj chadhta jaye sham ko wo dhal jaye pyaar kabhi na ghatat na badhata koi na dhokha khaye chal padii tham ke, hath main yaar ka hoy hath main yaar ka ho gaya faisala jeet ka haar ka hoy jeet ka haar ka ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa