SONG: Hoga Kya Aage Janab Dekhna - होगा क्या आगे जनाब देखना

Hoga Kya Aage Janab Dekhna - होगा क्या आगे जनाब देखना

LYRICS:
saki ki nigaho se bach kar ek zam chura ke lai hu aankho se utha hotho se laga mai khud hi ek surahi hu pani to zamana pita hai is aag ko aaj to pina hai anjam se budjil darte hai har hal me humko jina hai ae ji hoga kya aage janab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna ae ji hoga kya aage janab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna haye abhi to sawal hai jawab dekhna ye husn tera mohabbat meri hai rango bhari jawani teri ye husn tera mohabbat meri hai rango bhari jawani teri ha ji chahata hai jawani luta du tujhe aaj ek nayi jannat dikha du aankh sharabi oye oye oye hoth gulabi oye oye oye aankh sharabi hoth gulabi tere hath hai dil ki chabi mere dil ki chabi o mera gora gulabi shabab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna ae ji hoga kya aage janab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna haye abhi to sawal hai jawab dekhna natije se hum darte nahi jo dete hai jaa wo marte nahi natije se hum darte nahi jo dete hai jaa wo marte nahi mere hath ki dekhna tum safai jo feku ? machegi tabahi hum bhi khiladi oye oye oye tum bhi khiladi oye oye oye hum bhi khiladi tum bhi khiladi chakkar baz hai duniya sari duniya sari ho yaro yaro ki yari ka kamaal dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna ae ji hoga kya aage janab dekhna abhi to sawal hai jawab dekhna haye abhi to sawal hai jawab dekhna haye abhi to sawal hai jawab dekhna