SONG: Ho O O Moree Baalee Umariya - ओ ओ मोरी बाली उमरियाँ

Ho O O Moree Baalee Umariya - ओ ओ मोरी बाली उमरियाँ

LYRICS:
o o mori baali umariya o o mori baali umariya sanwariya, sanwariya, dekho maro na o dekho maro na tirachhi najariyan dekho maro na tirachhi najariya najariya, sanwariya sanwariya haye baali umariya o mori baali umariya tore nainan me jaadu hain o bekhabar ho tore nainan me jaadu hain o bekhabar yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar ha yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar rahe apni aa mohe khabariya rahe apni aa mohe khabariya o sanwariya, dekho maro na o dekho maro na tirachhi najariyan najariya, sanwariya sanwariya haye baali umariya o mori baali umariya mile naina se naina jiya kho gaya haye jiya kho gaya mile naina se naina jiya kho gaya haye jiya kho gaya ye aankho hi aankho me kya ho gaya ho gaya jane aankho hi aankho me kya ho gaya more baanke sajile sanwariya more baanke sajile sanwariya o sanwariya, dekho maro na o dekho maro na tirachhi najariyan najariya, sanwariya sanwariya haye baali umariya o mori baali umariya