SONG: Ho Meri Bhabhi Ho Mori Bhabhi Ke Gal Gulabi - मोरी भाभी के गाल गुलाबी, गुलाबी

Ho Meri Bhabhi Ho Mori Bhabhi Ke Gal Gulabi - मोरी भाभी के गाल गुलाबी, गुलाबी

LYRICS:
mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi sakhiyo se naina milaaye bhala kaise milaaye bhala kaise sakhiyo se naina milaaye bhala kaise milaaye bhala kaise shaadi ki masti me jhume hai aise shaadi ki masti me jhume hai aise jaise jhume nashe me sharaabi, sharaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi kisko sunaati hai panghat ki raaniya panghat ki raaniya kisko sunaati hai panghat ki raaniya panghat ki raaniya bhabhi se karti mai apni kahaaniya bhabhi se karti mai apni kahaaniya aisi chaalo ko jaane hai bhabhi aisi chaalo ko jaane hai bhabhi o ho ji mori bhaabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi din ko chain na, raat ko nindiya buri birah ki ghadiya ghadi ghadi ginti hai gori piya milan ki ghadiya mori bhabhi gajab ki hisaabi mori bhabhi gajab ki hisaabi, hisaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi, gulaabi mori bhabhi ke gaal gulaabi o mori bhabhi ke gaal gulaabi