SONG: Ho Maine Pyar Kiya, Oye Hoye Kya Zurm Kiya - हो मैने प्यार किया ओय होय क्या जुर्म किया

Ho Maine Pyar Kiya, Oye Hoye Kya Zurm Kiya - हो मैने प्यार किया ओय होय क्या जुर्म किया

LYRICS:
ho maine pyar kiya oy hoy kya jurm kiya ho maine pyar kiya oy hoy kya jurm kiya in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi ho maine pyar kiya thar-thar man mera kaape aankh meri sharmaye o gore-gore tan par aaj pasina aaye haye kaha tak dil sambhalu tir sa chubha kaise nikalu ho ho badh gayi aur dil ki betabi-betabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi ho maine pyar kiya jab-jab unko dekhu aane lage angdayi jab-jab unko dekhu aane lage angdayi dhire-dhire aakhir band kali muskayi dhire-dhire aakhir band kali muskayi haye karu kya hosh nahi hai ham kahi aur dil kahi hai ho ho ban-ban dole umariya shababi-shababi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi ho maine pyar kiya kya hai khataye meri aaj koi batlaye ho kaun se dil ko toda kaun se dil tadpaye pyar kiya hai pyar ko janu aur koi insaf na manu ho ho pyar ki har ada lajawabi-lajawabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi ho maine pyar ho maine pyar kiya oy hoye kya jurm kiya in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi in aankho ka rang ho gaya gulabi-gulabi haye haye haye dil ki halat sharabi-sharabi