SONG: Ho Ladako Dhum Machao - हो लड़को धूम मचाओ

Ho Ladako Dhum Machao - हो लड़को धूम मचाओ

LYRICS:
ho kaun samay mein gende phoole kaun samay mein bela ho kaun samay mein gende phoole kaun samay mein bela he koun samay mein naina lage koun samay mein bela koun samay mein bela ho ladako dhum machao peda jalebi khao milke shor machao vaah ji vaah ho kaun samay mein gende phoole kaun samay mein bela kaun samay mein bela ho kaun samay mein gende phoole kaun samay mein bela ho kaun samay bela ho holi mein do naina lage ho holi mein do naina lage lage basanti mela hoye lage basanti mela ho ladako dhum machao peda jalebi khao milke shor machao vaah ji vaah ho sone jaise munh mein bindiyan aankh mein kajal lave ho aankh mein kajal lave ho jo ho ho sone jaise munh mein bindiyan aankh mein kajal lave ho aankh mein kajal lave chhup chhup nain katari maare chhup chhup nain katari maare kahe paas na aave ho kahe paas na aave ho ladako dhum machao peda jalebi khao milke shor machao vaah ji vaah ho aankh mein kajal lake piriya piya se milane jave ho piya se milane jave ho piya se milane jave ho aankh mein kajal lake piriya piya se milane jave ho piya se milane jave marane vale mar kare marane vale mar kere vo hanth kabhi na aave vo hanth kabhi na aave ho ladako dhum machao peda jalebi khao milke shor machao vaah ji vaah