SONG: Ho Kaisi Khushi Ki Hai Raat Balam Mere Sath - हो कैसी ख़ुशी की है रात बलम मेरे साथ

Ho Kaisi Khushi Ki Hai Raat Balam Mere Sath - हो कैसी ख़ुशी की है रात बलम मेरे साथ

LYRICS:
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re kar ke singar aai sath bahar lai kar ke singar aai sath bahar lai naino me tere liye lai main pyar lai naino me tere liye lai main pyar lai ho lai main pyar lai ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re dhire se naam liya dil ne salaam kiya dhire se naam liya dil ne salaam kiya aankho me bate hui hay re maar diya aankho me bate hui hay re maar diya o hay re maar diya ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re yahi fasana mera dil ka tarana mera yahi fasana mera dil ka tarana mera hontho pe nache hasi aaj zamana mera hontho pe nache hasi aaj zamana mera ho aaj zamana mera ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath jiya lahraye re nazar sharmaye re