SONG: Ho Gayi Tumse Mohabbat - हो गई तुमसे मोहब्बत

Ho Gayi Tumse Mohabbat - हो गई तुमसे मोहब्बत

LYRICS:
ho gayi tumse mohabbat jaan bhi kurban hai tu mera mehbub hai tu hi mera iman hai ho gayi tumse mohabbat jaan bhi kurban hai jaan bhi kurban hai dil ke hatho aaj main majbur hu paas reh kar bhi main tujhse dur hu dil ke hatho aaj main majbur hu paas reh kar bhi main tujhse dur hu ishq me mar mar ke jina aashiqo ki shan hai tu mera mehbub hai tu mera iman hai ho gayi tumse mohabbat jaan bhi kurban hai jaan bhi kurban hai aapki najre inayat mujhpe agar ho jayegi jidagi aaram se meri basar ho jayegi aapki najre inayat mujhpe agar ho jayegi jidagi aaram se meri basar ho jayegi dil me mere bas ye akhiri arman hai ho gayi tumse mohabbat jaan bhi kurban hai jaan bhi kurban hai dil dhadkata hai mera bas aap ke aa jane se dil dhadkata hai mera shama bhi jal jati hai parvane ke jal jane se shama bhi jal jati hai dil dhadkata hai mera bas aap ke aa jane se samma bhi jal jati hai parvane ke jal jane se bewfa tujhpe nayauchhavar aaj meri jaan hai tu mera mehbub hai tu hi mera iman hai ho gayi tumse mohabbat jaan bhi kurban hai