SONG: Ho Gayi Re Mai To Apne Balma Ki Ho Gayi Re - हो गई रे मैं तो अपने बालम की हो गई रे

Ho Gayi Re Mai To Apne Balma Ki Ho Gayi Re - हो गई रे मैं तो अपने बालम की हो गई रे

LYRICS:
ho gayi re ho gayi re ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re ho gayi re ho gayi re ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re layi hai rang mere dil ki umang mai to sajan ke sapno me kho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re bajegi ab to shanayi more aagana aayege leke barat more sajna bajegi ab to shanayi more aagana aayege leke barat more sajna aayi bahar khushiyo ki fuhar mere maan ki chunariya bhigo gayi re mai to apne balma ki ho gayi re ho gayi re ho gayi re ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re mathe pe bindiya lagaugi mai pyar ki mathe pe bindiya lagaugi mai pyar ki hatho me mahandi rachaugi bahar ki hatho me mahandi rachaugi bahar ki nindiya se jag utha mera to suhaag meri duniya to muh dhak ke so gayi re mai to apne balma ki ho gayi re ho gayi re ho gayi re ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re mai to apne balma ki ho gayi re