SONG: Ho Chat Mangni To Pat Shaadi Na Dil Ko Todho Ji - हो चट मंगनी तो पट शादी ना दिल को तोड़ो जी

Ho Chat Mangni To Pat Shaadi Na Dil Ko Todho Ji - हो चट मंगनी तो पट शादी ना दिल को तोड़ो जी

LYRICS:
ho chat mangani to pat shadi na dil ko todo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji ho chat mangani to pat shadi na dil ko todo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji shadi hogi bache honge padega kamana muft ki roti khane wale karo na bahana shadi hogi bache honge padega kamana muft ki roti khane wale karo na bahana ye rishta hai mohabbat ka khushi se jodo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji ho chat mangani to pat shadi na dil ko todo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji shadi hongi baind bajega karo na ghotala do din ki ye dilwali hai fir hai dilwala shadi hongi baind bajega karo na ghotala do din ki ye dilwali hai fir hai dilwala hai dunia me bahut andhe hume to chhodo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji gori rangat dil hai kala chali ho banane dudh se ujala nari ka man are o diwane gori rangat dil hai kala chali ho banane dudh se ujala nari ka man are o diwane ek dil le lo wo dil de do magar na muh modo ji bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji ho chat mangani to pat shadi na dil ko todo ji are baba re baba bade lafde hai shadi me ye lafde chhodo ji