SONG: Ho Awara Abdullah Ye Pyar Ka Halla Gulla - ओ आवारा अब्दुल्ला ये प्यार का हल्ला गुल्ला

Ho Awara Abdullah Ye Pyar Ka Halla Gulla - ओ आवारा अब्दुल्ला ये प्यार का हल्ला गुल्ला

LYRICS:
o awara abdulla o awara abdulla ye pyar ka halla gulla andher hai khulam khulla o awara abdulla o awara abdulla ye pyar ka halla gulla andher hai khulam khulla o awara abdulla dono hai kuch khoye khoye pahli mulakat hai kya sharmili aankho se pucho hum tumme hai bat kya dono hai kuch khoye khoye pahli mulakat hai kya sharmili aankho se pucho hum tumme hai bat kya ye pyar nahi to kya hai hum jan gaye pahchan gaye bas man gaye ji walla o awara abdulla o awara abdulla ye pyar ka halla gulla andher hai khulam khulla o awara abdulla badhti hui bekarari muskil hai hamse chupana o sangdil pas aaja acha nahi dil jalana badhti hui bekarari muskil hai hamse chupana o sangdil pas aaja acha nahi dil jalana aaj to is najar me ikarar bhi hai inkar bhi hai pyar bhi hai wallh o awara abdulla o awara abdulla ye pyar ka halla gulla andher hai khulam khulla o awara abdulla kya sochta hai diwane badhke nasib azamale dil kya hai hum jindagi bhi kardenge tere hawale kya sochta hai diwane badhke nasib azamale dil kya hai hum jindagi bhi kardenge tere hawale arman bhar iraho se bachke gujar kuch bat to kar shok se kar bismilla o awara abdulla o awara abdulla ye pyar ka halla gulla andher hai khulam khulla o awara abdulla