SONG: Hindi English Ki Pothi

Hindi English Ki Pothi

LYRICS:
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re na padh payo re mai ka karu re sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re khoyi khoyi humre naina chup rehke sau sau kare batiya khoyi khoyi humre naina chup rehke sau sau kare batiya kangna khanke payal jhanke bin rain dhak dhak kare chhtiya balma humara haye kachhu na jana re pase tu bagiya ka bhawra sayana re o hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re biti jaye bali umriya piaya humra has ke na bole re biti jaye, biti jaye bali umriya piaya humra has ke na bole re ped ke dali amuaa pak gaye ras koi rasta tatole re balma humara haye kachhu na jana re pas tu jangal ka panchhi sayana re ho hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re na padh payo re mai ka karu re sayiya nainwa ke bhasha na padh payo re hindi english ki pothi hazar padh li sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re