SONG: Hind Ke Mazdur Kabhi Mar Nahi Sakte - हिन्द के मजदुर कभी मर नहीं सकते

Hind Ke Mazdur Kabhi Mar Nahi Sakte - हिन्द के मजदुर कभी मर नहीं सकते

LYRICS:
hind ke mazdur kabhi mar nahi sakte hind ke mazdur kabhi mar nahi sakte hum hind mazdur kabhi mar nahi sakte mil jaye zamane mein to kya kar nahi sakte hum hind mazdur hai tum kaum ki taqdeer ho malik ho vatan se are malik ho vatan ke tum kaum ki taqdeer ho malik ho vatan ke ho jao khade jara sina ko tan ke jara sina ko tan ke yeh kisne kha aan pe yeh kisne kha aan pe hum mar nahi sakte yeh kisne kha aan pe hum mar nahi sakte mil jaye zamane mein to kya kar nahi sakte hum hind mazdur hai kabhi mar nahi sakte hum hind mazdur hai kabhi mar nahi sakte mil jaye zamane mein to kya kar nahi sakte hum hind mazdur hai