SONG: Hey Manaa Hey Manaa Aaj Koi De Raha Hai Sadaa - हे माना हे माना आज कोई दे रहा है सदा

Hey Manaa Hey Manaa Aaj Koi De Raha Hai Sadaa - हे माना हे माना आज कोई दे रहा है सदा

LYRICS:
hey mana, hey mana, hey mana aaj koi de raha hai sada hey mana, aaj koi de raha hai sada pyaar ho har disha mein pyaar ho har disha mein geet aisa tu sunaa hey mana, hey mana, aaj koi de raha hai sada pyaar ho har disha mein pyaar ho har disha mein geet aisa tu suna, hey mana hey mana he mana hey mana, hey mana, hey mana aa aa patta patta sarsaraye jharane bhi sur milaye patta patta sarsaraye jharane bhi sur milaye gungunaye disha sari ga uthi hai parchayi, hey mana hey mana, aaj koi de raha hai sada sukh pane kaha chala hai tere ghat mein ye basa hai sukh pane kaha chala hai tere ghat mein ye basa hai kyu naa samajhe kyu naa mane swarg yaha hai, kyu na jane, hey mana hey mana, aaj koi de raha hai sada pyaar ho har disha mein pyaar ho har disha mein geet aisa tu suna, hey mana hey mana he mana he man