SONG: Hey Jag Data Bhagya Vidhata (He Man Chhod Parayi Aasha) - हे जग दाता भाग्य विधाता

Hey Jag Data Bhagya Vidhata (He Man Chhod Parayi Aasha) - हे जग दाता भाग्य विधाता

LYRICS:
hey jag data bhagya vidhata ye hi kya tera nyaay manushay balak bhukho tadpe kaun mauj se khaye he man chhod parayi aasha kas ke baandh kamar badh aage kas ke baandh kamar badh aage kab tak apna dukh royega kab tak aal samay soyega kisaan kheti karke hi to kisaan kheti karke hi to parbhu se barsha maange kas ke baandh kamar badh aage kas ke baandh kamar badh aage is duniya ka jhoota nata koi kisi ke kaam na aata apne bahubal par hi tu apne bahubal par hi tu kyo bikh kisi se maange kas ke baandh kamar badh aage kas ke baandh kamar badh aage kamjori ka teri fayda ye dhanwan uthate teri aasha ke podhe ke phal ko ye le jaate apni mehnat ki majdoori apni mehnat ki majdoori tu mangta ban mange kas ke baandh kamar badh aage kas ke baandh kamar badh aage badh aage, badh aage badh aage