SONG: Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera - ए बाबू ये है ज़माना तेरा

Hey Baabu Yeh Hai Jamaana Tera - ए बाबू ये है ज़माना तेरा

LYRICS:
aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu nahi hai dard waali garaj se matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahi hai khaali duniya nahi hai dard waali garaj se matwaali duniya phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahi hai khaali duniya sun pyaare, kaho pyaare, matwaale ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu nahi kuchh mushkil itna laga ke dil sun le tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le nahi kuchh mushkil itna laga ke dil sun le tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le sun pyaare, kaho pyaare, matwaale ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye keshu yeh hai jamaana tera, aye keshu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye bhagu yeh hai jamaana tera aye bhagu yeh hai jamaana tera, aye baabu kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil sun pyaare, kaho pyaare, matwaale ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag aye baabu yeh hai jamaana tera aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu