SONG: Hey Abdullah Nagin Wala Aa Gaya - हे अब्दुला, हे अब्दुला नागिन वाला आ गया

Hey Abdullah Nagin Wala Aa Gaya - हे अब्दुला, हे अब्दुला नागिन वाला आ गया

LYRICS:
hey abdula, hey abdula nagin wala aa gaya jadu bankar chha gaya chhede hai bin pyar ki oo hey abdula, hey abdula nagin wala aa gaya jadu bankar chha gaya chhede hai bin pyar ki hey abdula nagin jab lachke rahana zara bach ke nagin jab lachke rahana zara bach ke ye naina jis pe mod de diwana kar ke chhod de diwani dildar ki oo hey abdula, hey abdula nagin wala aa gaya jadu bankar chha gaya chhede hai bin pyar ki oo hey abdula hum bhi hai kamaal ke jadu nahi daalate arey, hum bhi hai kamaal ke jadu nahi daalate par apni bat bat pe rah jaye naach naach ke mehfile sansar ki oo hey abdula, hey abdula nagin wala aa gaya jadu bankar chha gaya chhede hai bin pyar ki oo hey abdula, hey abdula nagin wala aa gaya jadu bankar chha gaya chhede hai bin pyar ki oo hey abdula