SONG: Hello Mr Dil Betaab Ho Kiske Liye - हेलो मिस्टर दिल बेताब हो किसके लिये

Hello Mr Dil Betaab Ho Kiske Liye - हेलो मिस्टर दिल बेताब हो किसके लिये

LYRICS:
hello mr dil hello, hello mr kaho dil betab ho kiske liye kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye hello, hello mr dil hello ek taraf piaano ke nagme ek taraf piaano ke nagme ek taraf dholan ke geet ek taraf dholan ke geet tumko meri hi kasam tumko meri hi kasam banoge kaho kiske mit kya lagan ki hai ya bechain ho iske liye kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye hello, hello mr dil dil agar doge to ye aankhe kahengi shukariya pyar kar loge to ye nazre kahengi shukariya mr ab dena, mr ab dena bahut hi mushkil hai milan ke liye kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye hello, hello mr dil aankh ko teri tamana aankh ko teri tamana, dil ko teri hi lagan dil ko teri hi lagan tu jo mil jaye to khil jaye ummido ka chaman tu jo mil jaye to khil jaye ummido ka chaman mai usi ki mai usi ki dil me razi aana hai jiske liye kaun hai wo thandi aahe bharte ho jiske liye hello, hello mr dil