SONG: He Jyoti Swarupa - हे ज्योति स्वरूपा

He Jyoti Swarupa - हे ज्योति स्वरूपा

LYRICS:
hey jyoti swrupa narayana nis din apne man me deva nis din apne man me deva harpal dekhu maya teri harpal dekhu maya teri na jane kyu prani bhatke tajke hari charnan ki sewa nis din apne man me deva mere salone tu kis kone hai jaga ya soya mere salone tu kis kone hai jaga ya soya bhagy vidhina kaisi maa main bhagy vidhina kaisi maa main bhukha pyasa tujhko chhoda kaisi hai ye maiya ha kaisi ye teri maiya ha kaisi hai ye maiya na main chahu dudh malayi na main chahu dudh malayi naahi chahu bhojan mewa narayan nama amrit ras me narayan nama amrit ras me sab paau main vyanjan dewa nis din apne man me deva harpal dekhu maya teri na jane kyu prani bhatke tajke hari charnan ki sewa nis din apne man me deva