SONG: Hazaro Karwa Lute Gaye Manzil Ki Raho Me - हज़ारो कारवा लूटे गये मंजिल की राहों में

Hazaro Karwa Lute Gaye Manzil Ki Raho Me - हज़ारो कारवा लूटे गये मंजिल की राहों में

LYRICS:
hazaro karwa lute gaye manzil ki raho me jo gum ka samna karta gaya manjil pe wo pahucha bedard jamana tera dusman hai to kya hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai bedard jamana tera dusman hai to kya hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai ye kaisi khudai hai bhala kaisa khuda hai lutti hui dunia jo meri dekh raha hai mai kaise bhala manu ke dunia me khuda hai agar hai to kaha hai izzat bhi bachi jan bachi kaise ye bolo wo konsi takat thi jara dil ko tatolo hai jiska karam usi se gila hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai bedard jamana tera dusman hai to kya hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai kuch kam nahi apne liye jine ke sahare kuch kam nahi apne liye jine ke sahare iman ki daulat hai abhi pas hamare ye aisa sahara hai jo har say se bada hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai bedard jamana tera dusman hai to kya hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai bedard jamana tera dusman hai to kya hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai dunia me nahi jiska koi uska khuda hai