SONG: Hazaro Hasrate Aisi

Hazaro Hasrate Aisi

LYRICS:
hazaro hasrate aisi ki har hasrat par dum nikle bahut nikle tere arman lekin phir bhi kam nikle niklna khuld se aadam ka sunte aaye the lekin bahut beaabru hokar tere kuche se hum nikle pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol zamana nazuk hai zamana nazuk hai baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol zamana nazuk hai zamana nazuk hai chala hans ke chal jo kauwa apni chal bhi bhula chala hans ke chal jo kauwa apni chal bhi bhula raah chale majnu ke beta ho gaya langda lulha are sun mere munna sun mere munna apna karna hero ka ye roll zamana nazuk hai zamana nazuk hai pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol zamana nazuk hai zamana nazuk hai baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol zamana nazuk hai zamana nazuk hai bina pulish ke pehre ke us kuche me na jana bina pulish ke pehre ke us kuche me na jana jana ho to jaan ka bima pehle tum karwana are maar ke dande maar ke dande tod na dale tere sar ka hol zamana nazuk hai zamana nazuk hai pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol zamana nazuk hai zamana nazuk hai baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol zamana nazuk hai zamana nazuk hai kaha pe chhidku baudi ka powder kaha chuna haldi kaha pe chhidku baudi ka powder kaha chuna haldi zalim duniya yar ko mere ghayal karke chal di are apni jaan ki apni jaan ki khatir apne dil par kar cantrol zamana nazuk hai zamana nazuk hai pyar ke galiyo se yo beta kar le bistar gol zamana nazuk hai zamana nazuk hai baat pate kehta hun mai dekh baja ke dhol zamana nazuk hai zamana nazuk hai