SONG: Haye Re Ud Ud Jaye Mora Reshmi Dupattva - हाय रे उड़-उड़ जाये, हाय रे उड़-उड़ जाये

Haye Re Ud Ud Jaye Mora Reshmi Dupattva - हाय रे उड़-उड़ जाये, हाय रे उड़-उड़ जाये

LYRICS:
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa haye re ud ud jaye ek hawa ka mitha jhokha kah gaya mithi bat kah gaya mithi bat bhule se kahi tham na lena pardesi ka hath ho pardesi ka hath ye bat mujhe samjhaye dupatta resham ka ye bat mujhe samjhaye dupatta resham ka ho dupatta resham ka haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa haye re ud ud jaye piche piche aane wale ho piche na re chal ho piche na re chal ho dar hai yuhi beet na jaye sajan sama suhana sajan sama suhana ye mitha geet sunaye dupatta resham ka ye mitha geet sunaye dupatta resham ka ho dupatta resham ka haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa haye re ud ud jaye dub raha hai suraj apne dil me lekar aas dil me lekar aas dur dur hai do dil bolo kaise aaye pas o kaise aaye pas do bichde dil milwaye dupatta resham ka do bichde dil milwaye dupatta resham ka ho dupatta resham ka haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa haye re ud ud jaye