SONG: Haye Re Insan Kee Majburiya - हाय रे इन्सान की मजबूरियाँ

Haye Re Insan Kee Majburiya - हाय रे इन्सान की मजबूरियाँ

LYRICS:
haye re insan ki majburiya haye re insan ki majburiya pas rah kar bhi hai kitni duriya, duriya haye re insan ki majburiya kuchh andhere me najar aata nahi koyi taara raah dikhalaata nahi jane ummido ki manjil hai kaha jane ummido ki manjil hai kaha haye re insan ki majburiya shamma ke anjam ki kisko khabar khatm hogi ya jalegi raat bhar shamma ke anjam ki kisko khabar khatm hogi ya jalegi raat bhar jane yeh shola banegi ya dhua jane yeh shola banegi ya dhua haye re insan ki majburiya pas rah kar bhi hai kitni duriya, duriya haye re insan ki majburiya