SONG: Haye Maar Dala Pehli Mulaqat Me - हाय मार डाला पहली मुलाकात में

Haye Maar Dala Pehli Mulaqat Me - हाय मार डाला पहली मुलाकात में

LYRICS:
haye maar daala pahli hi mulakat me dekho nishana ye nishanebaaj ka haye haye maar daala pahli hi mulakat me dekho nishana ye nishanebaaj ka haye haye maar daala ik din hath pakad ke bola nain milati ja baat hoye kya aage ye bhi to batlati ja ik din hath pakad ke bola nain milati ja baat hoye kya aage ye bhi to batlati ja o main sharma gayi haye daiya pass aa gayi uyi maiya chal gaya jadu us bahanebaaj ka haye haye maar daala pahli hi mulakat me dekho nishana ye nishanebaaj ka haye haye maar daala pahle tha aankho me ab to dil tak aaya wo chain mile na bin dekhe kya aisa bhaya wo pahle tha aankho me ab to dil tak aaya wo chain mile na bin dekhe kya aisa bhaya wo o maine kahdi kya kahdi ha kahdi accha ji ho jaye na charcha humare raaz ka haye haye maar daala pahli hi mulakat me dekho nishana ye nishanebaaj ka haye haye maar daala pahli hi mulakat me dekho nishana ye nishanebaaj ka haye haye maar daala