SONG: Haye Kismat Ki Ye Kahani - हाय किस्मत की ये कहानी

Haye Kismat Ki Ye Kahani - हाय किस्मत की ये कहानी

LYRICS:
kaisa hai ye shrap haye re kaisa hai ye pap apni ladali beti ko pahchan saka na bap haye re kismat ki ye kahani haye re kismat ki ye kahani hardy me aag sulagati nain se bahata hai pani haye re kismat ki ye kahani haye re kismat ki ye kahani hath laga to sab sukh jal gaye koi na sathi bhag badal gaye hath laga to sab sukh jal gaye koi na sathi bhag badal gaye hoke suhagan firati abhagan duniya se anjani haye re kismat ki ye kahani haye re kismat ki ye kahani sapno ka wo bag ujad gya chand sa sundar rup bigad gya sapno ka wo bag ujad gya chand sa sundar rup bigad gya ban ban bhatke piya piya rat ke koi dard diwani haye re kismat ki ye kahani haye re kismat ki ye kahani