SONG: Haye Kisi Ki Yaad Sataye - हाय किसी की याद सताए हाय किसी की याद सताए

Haye Kisi Ki Yaad Sataye - हाय किसी की याद सताए हाय किसी की याद सताए

LYRICS:
haye kisi ki yad sataye haye kisi ki yad sataye aankho se chhup kar dil me samaye aankho se chhup kar dil me samaye gul ki hasi gulshan ki jawani gul ki hasi gulshan ki jawani mere liye hai gum ki kahani mere liye hai gum ki kahani phul hase to dil ko manaye phul hase to dil ko manaye dard gale se mujhko lagaye dard gale se mujhko lagaye dard kise apna samjhaye zakham kise apna dikhlaye man ki baat kahi na jaye man ki baat kahi na jaye dil ki chot sahi na jaye dil ki chot sahi na jaye haye kisi ki yad sataye yad sataye yad sataye