SONG: Haye Kisase Nazar Takraa Gayi - हाय किससे नजर टकरा गई

Haye Kisase Nazar Takraa Gayi - हाय किससे नजर टकरा गई

LYRICS:
haye kisse najar takra gayi dil dhadka tabiyat aa gayi dil dhadka o dil dhadka tabiyat aa gayi haye kisse najar takra gayi aankh milne ka aise bahana mila raah chalte ko jaise khazana mila dard-e-dil ki kasam ho gaye unke hum dard-e-dil ki kasam ho gaye unke hum har ada jinki dil me sama gayi dil dhadka o dil dhadka tabiyat aa gayi haye kisse najar takra gayi ae mohabbat akele me kya dil lage jo lagi hai idhar wo udhar bhi lage mere dard-e-jigar kar de unko khabar mere dard-e-jigar kar de unko khabar har ada mastana teri bha gayi ek mastani masto pe chha gayi chha gayi haye kisse najar takra gayi dil dhadka tabiyat aa gayi dil dhadka o dil dhadka tabiyat aa gayi haye kisse najar takra gayi pyar jakar jatana kisi aur se dil ki baate chhupana kisi aur se hum samajhte hai sab dil churane ke dhab hum samajhte hai sab dil churane ke dhab humko inkaar hai yani ikraar hai baat apni samajh me aa gayi aa gayi haye kisse najar takra gayi dil dhadka tabiyat aa gayi haye kisse najar takra gayi dil dhadka tabiyat aa gayi haye kisse najar takra gayi