SONG: Haye Alla Kyu Humne Pyar Kiya - हाय अल्लाह क्यों हमने प्यार किया

Haye Alla Kyu Humne Pyar Kiya - हाय अल्लाह क्यों हमने प्यार किया

LYRICS:
haye allah kyu humne pyar kiya tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse pahle ye dard na tha rang yu jard na tha pahle ye dard na tha kya mila tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse shokh najre sharabi ishara chhin kar le gaya dil humara shokh najre sharabi ishara chhin kar le gaya dil humara zindagi ki kasam har jafa har sitam zindagi ki kasam har jafa har sitam hans kar karna pada hai ganwara haye allah kyu humne pyar kiya tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse kabhi khud aa gaye bin bulaye kabhi lakho bahane banaye kabhi khud aa gaye bin bulaye kabhi lakho bahane banaye dil hi dil me sanam sochte hai ye sanam dil hi dil me sanam sochte hai ye sanam jane apne ho ya tum paraye haye allah kyu humne pyar kiya tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse pahle ye dard na tha rang yu jard na tha pahle ye dard na tha kya mila tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse haye allah kyu humne pyar kiya tumse