SONG: Hay Ram Kaise Bedardee Se Pala Pada - हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा, पाला पड़ा

Hay Ram Kaise Bedardee Se Pala Pada - हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा, पाला पड़ा

LYRICS:
haye ram kaise bedardi se pala pada, pala pada haye ram kaise bedardi se pala pada vinti hi vinti me bit gayi aaj sham vinti hi vinti me bit gayi aaj sham haye ram kaise bedardi se pala pada, pala pada haye ram kaise bedardi se pala pada jalim ne jivan ke sapno ko chur kiya aa, jalim ne jivan ke sapno ko chur kiya, aa humko humari hi najro se dur kiya aankho hi aankho me dil ko majbur kiya aankho hi aankho me dil ko majbur kiya baato hi baato me rok diye sare kaam haye ram kaise bedardi se pala pada, pala pada haye ram kaise bedardi se pala pada bhedi koyi man ki nagari ko lut gaya aa, bhedi koyi man ki nagari ko lut gaya, aa daman mere dil ka hatho se chhut gaya mujh par jo chhaya tha jaadu woh tut gaya mujh par jo chhaya tha jaadu woh tut gaya milate hi aankhe main japne lagi ram naam haye ram kaise bedardi se pala pada, pala pada haye ram kaise bedardi se pala pada