SONG: Hawa Se Halki Hu, Hui Jo Unse Mulakaat - हवा से हल्की हूँ हुई जो उनसे मुलाक़ात

Hawa Se Halki Hu, Hui Jo Unse Mulakaat - हवा से हल्की हूँ हुई जो उनसे मुलाक़ात

LYRICS:
hawa se halki hun aaj hui jo unse mulakaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulakat soyi nahi mai sari raat thamo re thamo mera hath re udne lage hai jazbaat hawa se halki hu aaj hui jo unse mulakat chali re chali mai to aaj huyi jo unse mulakat soyi nahi mai sari raat thamo re thamo mera hath re uane lage hai jazbaat aaya re sawan bhigi hawaye pyar ki mari uljhi pedo se lataye jaane kyu mujhko lagta hai aise rim jim bundo me barse sajana ka pyar hawa se halki hu aaj hui jo unse mulakat chali re chali mai to aaj huyi jo unse mulakat vo to sharmate toda gabarate apno se apne man ki baate kyu chupate shor machake sabse kahungi chori nahi ki maine kiya unse pyar hawa se halki hu aaj hui jo unse mulakat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulakat