SONG: Hawa Jo Tera Udhar Ho Jana - हवा जो तेरा उधर हो जाना

Hawa Jo Tera Udhar Ho Jana - हवा जो तेरा उधर हो जाना

LYRICS:
hawa jo tera udhar ho jana sandesha mera bhi lete jana sandesha mera bhi lete jana hawa jo tera udhar ho jana hole hole kadam badhakar aur bagair panw pas jakr hole hole kadam badhakar aur bagair panw pas jakr unke gesu zara hatakar nazakato se unhe jagana nazakato se unhe jagana hawa jo tera udhar ho jaana bade hi najuk mijaj hain wo aur hushn ke sar ke taaj hai wo bade hi najuk mijaj hain wo aur hushn ke sar ke taaj hai wo bade hi andaaj se uthenge tu mast nagme unhe sunana tu mast nagme unhe sunana hawa jo tera udhar ho jana sandesha mera bhi lete jana hawa jo tera udhar ho jana