SONG: Hawa Gungunaye Fizaa Muskuraye - हवा गुनगुनाये फिजा मुस्कुराये

Hawa Gungunaye Fizaa Muskuraye - हवा गुनगुनाये फिजा मुस्कुराये

LYRICS:
hawa gungunaye fija muskuraye hawa gungunaye fija muskuraye mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye kisi ko bulaye hawa gungunaye fija muskuraye mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye kisi ko bulaye ye jagmag sitare ye jagmag sitare khile aasma pe khile aasma pe ye jagmag sitare khile aasma pe ke chamki hai shabanam kisi gulsita mein jiya balkhaye jiya balkhaye koi geet gaye jiya balkhaye koi geet gaye mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye kisi ko bulaye ye jivan ki rahe ye jivan ki rahe hai kitni suhani kitni suhani ye jivan ki rahe hai kitni suhani akele dukela magar dhun bajaye kaha bhi na jaye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye kisi ko bulaye