SONG: Hawa Basant Ki Dol Rahi Thi - हवा बसंत की डोल रही थी

Hawa Basant Ki Dol Rahi Thi - हवा बसंत की डोल रही थी

LYRICS:
hawa basant ki dol rahi thi ban me koyal bol rahi thi hawa basant ki dol rahi thi ban me koyal bol rahi thi khel rahi thi main ithlati hansti gaati mauj udati koi liye khilaune aaya man bahlakar man me samaya phir kya hua pihar chhuta nir bahaye aaye hai ab desh paraye, pihar chhuta kab preet ka, kab preet ka desh paraya kab preet ka desh paraya kab preet ka is desh me nit nit sajni sukh chain ka badal chhaya kab preet ka kab preet ka desh paraya kab preet ka desh paraya kab preet ka kali kali par bhanwara ghume daali daali jhume pag pag oas lutaye moti pag pag oas lutaye moti aaya pritam aaya kab preet ka kab preet ka desh paraya kab preet ka desh paraya kab preet ka