SONG: Haule Haule Saajana Dhire Dhire Baalma - हौले हौले साजना धीरे धीरे बालमा

Haule Haule Saajana Dhire Dhire Baalma - हौले हौले साजना धीरे धीरे बालमा

LYRICS:
haule haule sajna dhire dhire balma jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare kaisi bhigi bhigi rut hai suhani kaise pyare najare jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare padh gayi janab mai to aapke gale ab to nibhaye begair na chale pyar ke safar me hote hi rahenge jaghde hajar sanam pyar ke safar mein hote hi rahenge jhgade hajar sanam pyar ke deewane chalte hi rahenge fir bhi mila ke kadam se kadam hote hi rahenge nichi najar ke mitte mitte ishare sanam jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare dekh li hujur maine aapki wafa bato hi bato me ho gaye khafa dil ko dilbar le hi chuke ho dil ka karar na lo mujhe mera pyar do duniya sawar do jine ki baat karo sajna tum jo nahi to kaise lagegi jivan naiya kinare jara haule haule chalo more sajna ham bhi piche hai tumhare