SONG: Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye - हाथ सीने पे जो रख दो तो क़रार आ जाए

Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye - हाथ सीने पे जो रख दो तो क़रार आ जाए

LYRICS:
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye